Aane Wala Kal Lyrics - Kumar Sanu

Aane Wala Kal lyrics, the song is sung by Kumar Sanu from Phir Teri Kahani Yaad Aayee (1993). The music of Aane Wala Kal Philosophical track is composed by Anu Malik while the lyrics are penned by Kaifi Azmi.

Aane vaala kal bas ek sapana hai
Gujara huwa kal bas ek apna hai
Aane vaala kal bas ek sapana hai
Gujara huwa kal bas ek apna hai
Ham gujare kal mein rahate hain
Yaado ke sab juganun
Jangal mein rahate hain
Yaado ke sab juganun
Jangal mein rahate hain

Aane vaala kal bas ek sapana hai
Gujara huwa kal bas ek apna hai
Ham gujare kal mein rahate hain
Yaado ke sab juganun
Jangal mein rahate hain
Yaado ke sab juganun
Jangal mein rahate hain

Daman see sakte hey jo
Jakhmo ko seena janate ho
Jeena unkaa jeena ho jo
Yaado mein jeena janate ho
Jin taaron ko raaton mein utha
Utha ke gagan mein dhundhate ho
Jin kaliyon phoolo ko ja ja ke
Chaman mein dhundhate ho
Who phool who kaliyon
Who taaren aanchal mein rahete hay
Hum pyaar ki bijali le
Kar badal mein rahete hay

Aane vaala kal bas ek sapana hai
Gujara huwa kal bas ek apna hai
Ham gujare kal me rahate hain
Yaado ke sab juganun
Jangal mein rahate hain
Yaado ke sab juganun
Jangal mein rahate hain

bharatlyrics.com

Mere tan mann ke aramaan
Apane tan mann se puchho
Inaki chhun chhun kaa
Matlab dil ki dhadakan se puchho
Duniya saare zameene le le
Daulat le le kajaane le le
Loot sake naa jisako jamaana
Hamako ek pal aisa de de
Pyaar ke rangin mausam sab
Jis pal mein rahate hain
Waqt ke sachche nagame
Jis pal mein rahate hain

Aane vaala kal bas ek sapana hai
Gujara huwa kal bas ek apna hai
Hum gujare kal mein rahate hain
Yaado ke sab juganun
Jangal mein rahate hain
Yaado ke sab juganun
Jangal mein rahate hain.

Aane Wala Kal Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download