Aankhein Tumhari Lyrics - Shreya Ghoshal, Sonu Nigam

Aankhein Tumhari lyrics, the song is sung by Shreya Ghoshal, Sonu Nigam from Marega Salaa (2009). Aankhein Tumhari Romantic soundtrack was composed by Daboo Malik with lyrics written by Praveen Bhardwaj.

Mm mm mm mm hmm
Hmm hmm hey hey hey…..
Aankhen tumhaari sab keh rahi hai
Chehara tumhaara sab keh raha hai
Tum kuchh kaho ya kuchh na kaho
Saansein tumhaari sab keh rahi hai
Aankhen tumhaari sab keh rahi hai
Chehara tumhaara sab keh raha hai

bharatlyrics.com

Saamane ho mere tum phir bhi intezaar hai
Chain mil raha hai thoda dil bekaraar hai
Dekho na yeh dil mera dhadake hi ja raha
Ik ajnabi se milake tadape hi ja raha
Uljhan hamaari sab keh rahi hai
Tadpan tumhaari sab keh rahi hai
Tum kuchh kaho ya kuchh na kaho
Dhadkan tumhaari sab keh rahi hai
Aankhen tumhaari sab keh rahi hai
Chehara tumhaara sab keh raha hai

Hum toh chale hai yuun hi
Manzil ki baahon mein
Hamako khabar nahi
Kya haan inn raahon mein
Ho khoyo khoyi aankhon mein
Khoye khoye khaab hai
Na kuchh sawaal hai na kuchh jawaab hai
Khaamoshiya abb sab keh rahi hai
Sarghosiya abb sab keh rahi hai
Tum kuchh kaho ya kuchh na kaho
Madhoshiyaan abb sab keh rahi hai
Aankhen tumhaari sab keh rahi hai
Chehara tumhaara sab keh raha hai.

Aankhein Tumhari Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download