Aankho Se Lyrics - Alka Yagnik, Amit Kumar

Aankho Se lyrics, the song is sung by Alka Yagnik, Amit Kumar from Sangdil Sanam (1994). Aankho Se Happy soundtrack was composed by Anand Shrivastav, Milind Shrivastav with lyrics written by Sameer.

Sangdil sanam sangdil sanam
Kaha ho kaha ho
Aankhon mein bandh kar loon,
Saanson mein samaa jaaun
Aankhon mein bandh kar loon,
Saanson mein samaa jaaun
Aankhon mein bandh kar loon,
Saanson mein samaa jaaun
Kahi kho na jana mujhse,
Kahi kho na jaana mujhse
Palko ko jab uthaau
Aankhon mein bandh kar loon,
Saanson mein samaa jaaun
Aankhon mein bandh kar loon,
Saanson mein samaa jaaun
Kahi kho na jana mujhse,
Kahi kho na jaana mujhse
Palko ko jab uthaau
Aankhon mein bandh kar loon

Aankho me ye aansu hai
Ya bunde hai ye barsaat ki
Ho aankho mein ye aansu hai
Ya bunde hai ye barsaat ki
Ho o aasu nahi ye hai
Khushi chahat bhari saugaat ki
Chaahunga tujhe raat aur din
Jeena na mujhe tere bin ye raate
Barsaate mai na bhul paau
Aankhon mein bandh kar loon,
Saanson mein samaa jaaun
Kahi kho na jana mujhse,
Kahi kho na jaana mujhse
Palko ko jab uthaau
Aankhon mein bandh kar loon

bharatlyrics.com

Mere sanam phir na kabhi
Itani hasee raat aayegi
Mere sanam phir na kabhi
Itani hasee raat aayegi
Dil me jo hai ab na kabhi
Hotho pe wo baat aayegi
Mil ke juda ho jaaye naa
Din wo kabhi bhi aaye na
Tere tan ki khushabu se
Mere man ko mahkaau
Aankhon mein bandh kar loon,
Saanson mein samaa jaaun
Kahi kho na jana mujhse,
Kahi kho na jaana mujhse
Palko ko jab uthaau
Aankhon mein bandh kar loon.

Aankho Se Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download