Aarzoo Lyrics - Pankaj Udhas

Aarzoo lyrics, the song is sung by Pankaj Udhas from In Search Of Meer (2003). Aarzoo Ghazal soundtrack was composed by Pankaj Udhas with lyrics written by Muhammad Taqi (Mir Taqi Mir).

Gharche kab dekhate ho par dekho
Aarzoo hain ke tum idhar dekho
Ishq kyaa kya humein dikhata hain
Aaha tum bhi to ek nazar dekho
Pohchein hain hum kareeb marneke
Yaani jaate hain door agar dekho

Aarzooe hazaar rakhte hian
Aarzooe hazaar rakhte hian
To bhi hum dil ko maar rakhte hain
Aarzooe hazaar rakhte hian
Aarzooe hazaar rakhte hian
To bhi hum dil ko maar rakhte hain
Aarzooe hazaar rakhte hian

Naa nigaah naye payaam na wada
Naa nigaah naye payaam na wada
Naam ko hum bhi yaar rakhte hain
Aarzooe hazaar rakhte hian
Aarzooe hazaar rakhte hian

Gair hi mooride inayat hain
Gair hi mooride inayat hain
Hum bhi to tumse pyaar rakhte hain
Aarzooe hazaar rakhte hian
Aarzooe hazaar rakhte hian

bharatlyrics.com

Heer bhi karte hain meer sahabe ishq
Heer bhi karte hain meer sahabe ishq
Hain jawaan ikhtiyaar rakhte hain
Aarzooe hazaar rakhte hian
Aarzooe hazaar rakhte hian
To bhi hum dil ko maar rakhte hain
Aarzooe hazaar rakhte hian
Aarzooe hazaar rakhte hian.

Aarzoo Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Aarzoo is from the In Search Of Meer (2003).

The song Aarzoo was sung by Pankaj Udhas.

The music for Aarzoo was composed by Pankaj Udhas.

The lyrics for Aarzoo were written by Muhammad Taqi (Mir Taqi Mir).

The music director for Aarzoo is Pankaj Udhas.

The song Aarzoo was released under the Universal Music.

The genre of the song Aarzoo is Ghazal.