Main Nashe Mein Hoon Lyrics - Pankaj Udhas

Main Nashe Mein Hoon lyrics, the song is sung by Pankaj Udhas from In Search Of Meer (2003). The music of Main Nashe Mein Hoon Ghazal track is composed by Pankaj Udhas while the lyrics are penned by Muhammad Taqi (Mir Taqi Mir).

Dil khulta hain waha
Sohabate rindana jahan ho
Main khush hun usi seher se
Maikhana jahan ho
Un ujhadi huyi bastio mein
Dil nahi lagta
Hain jeemein wahin jaa base
Viraana jahaan

Yaaro mujhe muaaf rakho
Main nashe mein hoon
Yaaro mujhe muaaf rakho
Main nashe mein hoon
Ab do to jaam khaali hi do
Main nashe mein hoon
Yaaro mujhe muaaf rakho
Main nashe mein hoon
Yaaro mujhe muaaf rakho
Main nashe mein hoon

Masti se dar hamee hain meri
Gufatguu ke beech
Masti se dar hamee hain meri
Gufatguu ke beech
Masti se dar hamee hain meri
Gufatguu ke beech
Jo chaaho to yun himujhko kaho
Main nashein mein hoon
Yaaro mujhe muaaf rakho
Main nashe mein hoon
Ho yaaro mujhe muaaf rakho
Main nashe mein hoon

Yaa hatho haath lo mujhe
Maneende jaan mein
Yaa hatho haath lo mujhe
Maneende jaan mein
Yaa hatho haath lo mujhe
Maneende jaan mein
Yaa thodi door saath chalo
Main nashe mein hoon
Yaaro mujhe muaaf rakho
Main nashe mein hoon
Ho yaaro mujhe muaaf rakho
Main nashe mein hoon

bharatlyrics.com

Najhuk mizaaz aap qayamat
Hain meer ji
Najhuk mizaaz aap qayamat
Hain meer ji
Najhuk mizaaz aap qayamat
Hain meer ji
Jo seesha mere munh na lago
Main nashe mein hoon
Yaaro mujhe muaaf rakho
Main nashe mein hoon
Ab do to jaam khaali hi do
Main nashe mein hoon
Yaaro mujhe muaaf rakho
Main nashe mein hoon
Yaaro mujhe muaaf rakho
Main nashe mein hoon.

Main Nashe Mein Hoon Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download