Aashiq Hoon Tumhara Lyrics - Asha Bhosle, Shailendra Singh

Aashiq Hoon Tumhara lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Shailendra Singh from Dharm Aur Qanoon (1984). The music of Aashiq Hoon Tumhara Romantic track is composed by Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah while the lyrics are penned by Ravinder Rawal.

Husn chahere se
Hatane ko hai naqaab apna
Zara sambhal ke
Rakhiyega dil janab apna
Subhan allah hasina
Aashiq hoon tumhara
Aashiq hoon tumhara
Main banekha purana
Aashiq hoon tumhara
Ho main salma bano
Tune khub pahechana
Main salma bano
Miya khub pahechana
Aashiq hoon tumhara
Main banekha purana
Aashiq hoon tumhara

bharatlyrics.com

Yaad hoga tumhe
Hum mile the kahi
Baat bhi jaane mann
Wo purani nahin
Yaad hoga tumhe
Hum mile the kahi
Baat bhi jaane mann
Wo purani nahin
Mere jaisi hi hogi koi najani
Kuch galat femi
Tumko hui hai kahi
Mere jaisi hi hogi koi najani
Kuch galat femi
Tumko hui hai kahi
Pehle dekha nahi
Kahi tumsa deewana
Aashiq hoon tumhara
Aashiq hoon tumhara
Main banekha purana
Aashiq hoon tumhara
Ho main salma bano
Tune khub pahechana
Main salma bano
Miya khub pahechana
Aashiq hoon tumhara
Main banekha purana
Aashiq hoon tumhara

Yeh kaho to kaha sehai aana hua
Kis wajah se hai tasrif lana hua
Yeh kaho to kaha sehai aana hua
Kis wajah se hai tasrif lana hua
Jinki nazro ka
Yeh dil nishana hua
Unki mehfil mein
Rushwa deewana hua
Jinki nazro ka
Yeh dil nishana hua
Unki mehfil mein
Rushwa deewana hua
Dil ka nazrana dilli se
Laya deewana
Aashiq hoon tumhara
Aashiq hoon tumhara
Main banekha purana
Aashiq hoon tumhara
Ho main salma bano
Tune khub pahechana
Main salma bano
Miya khub pahechana
Aashiq hoon tumhara
Main banekha purana
Aashiq hoon tumhara.

Aashiq Hoon Tumhara Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download