Aati Kya Khandala Lyrics - Aamir Khan, Alka Yagnik

Aati Kya Khandala lyrics, the song is sung by Aamir Khan, Alka Yagnik from Ghulam (1998). The music of Aati Kya Khandala Happy track is composed by Jatin Pandit, Lalit Pandit while the lyrics are penned by Sameer.

Aey, kya bolti tu
Aey, kya mein bolun
Sun, suna,
Aati kya khandala
Kya,karoon, aake mein khandala,
Arey ghoomenge phirenge
Nachenge gaaenge
Aish karenge aur kya

bharatlyrics.com

Aey, kya bolti tu
Aey, kya mein bolun

Barsaat ka season hai
Khandala jaake kya karna
Barsaat ke season mein hi
To mazaa hai meri maina
Bheegungi mein sardi
Khaansi ho jayegi mujhko
Chhata leke jayenge
Paagal samjhi kya mujhko
Kya karoon samajh mein aaye na
Kya kahoon tujhse mein jaanu na
Arey itna tu kyun soche
Mein aage tu peeche
Bas ab nikalte hain, aur kya

Aey, kya bolti tu
Aey, kya mein bolun

Lonavle mein chikki khaenge
Waterfall pe jayenge
Khandala ke ghat ke ooper
Photu kheechke aaenge
Haan bhi karta naa bhi karta
Dil mera deewana
Dil bhi sala party badle
Kaisa hai jamana
Phone laga tu apne dil ko jara
Pooch le aakhir hai kya majra
Arey pal mein phisalta hai
Pal mein sambhalta hai
Confuse karta hai, bas kya

Aey, kya bolti tu
Aey, kya mein bolun
Sun, suna,
Aati kya khandala
Kya,karoon, aake mein khandala,
Arey ghoomenge phirenge
Nachenge gaaenge
Aish karenge aur kya.

Aati Kya Khandala Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download