Aaye Jawani Jaaye lyrics, the song is sung by Shyam, Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya) from Kanoon (1943). Aaye Jawani Jaaye Happy soundtrack was composed by Naushad Ali with lyrics written by Deena Nath Madhok (D. N. Madhok).
Aaye jawani jaaye jawani
Jake fir na aaye
Aaye jawani jaaye jawani
Jake fir na aaye
Chidiyo ne chug liya khet
Wo jaat khada pachataye
Chidiyo ne chug liya khet
Wo jaat khada pachataye
Kaho yeh juth baat hai
To fir pi lo kha lo
Jawani ke gun ga lo
Jawani ke gun ga lo
Jawani ke gun ga lo
Aaye jawani jaaye jawani
Jake fir na aaye
Chidiyo ne chug liya khet
Wo jaat khada pachataye
Kaho yeh juth baat hai
To fir pi lo kha lo
Jawani ke gun ga lo
bharatlyrics.com
Jawani ek mauj ka naam
Jawani ek mauj ka naam
Ke jisme nahi hosh ka kaam
Ke jisme nahi hosh ka kaam
Kaho yeh juth baat hai
To fir pi lo kha lo
Jawani ke gun ga lo
Jawani mein ankhiya bhi bole
Dil ke bedh nigahe khole dekhne wale
Haye dekhne wale dagmag dole
Dekhne wale dagmag dole
Kaho yeh juth baat hai
To fir pi lo kha lo
Jawani ke gun ga lo
Aaye jawani jaaye jawani
Jake fir na aaye
Aaye jawani jaaye jawani
Jake fir na aaye
Chidiyo ne chug liya khet
Wo jaat khada pachataye
Chidiyo ne chug liya khet
Wo jaat khada pachataye.