Aaye Na Balam Wada Kar Ke Lyrics - Mohammed Rafi

Aaye Na Balam Wada Kar Ke lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Shabab (1954). The music of Aaye Na Balam Wada Kar Ke Sad track is composed by Naushad Ali while the lyrics are penned by Shakeel Badayuni.

Aaye na balam wada kar ke
Aaye na balam wada kar ke
Thak gaye naina dhiraj dhar ke
Dhiraj dhar ke
Aaye na balam wada kar ke
Aaye na balam

Chup gaya chanda lut gayi jyoti
Chup gaya chanda lut gayi jyoti
Tare ban gaye jhuthe moti
Tare ban gaye jhuthe moti
Pad gaye fike rang najar ke
Pad gaye fike rang najar ke
Aaye na balam wada kar ke
Aaye na balam

bharatlyrics.com

Aao ke tum bin aankho me dam hai
Aao ke tum bin aankho me dam hai
Raat hai lambi jivan kam hai
Raat hai lambi jivan kam hai
Dekh lu tum ko mai ji bhar ke
Dekh lu tum ko mai ji bhar ke
Aaye na balam wada kar ke
Aaye na balam wada kar ke
Aaye na balam.

Aaye Na Balam Wada Kar Ke Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download