Ae Ishq Lyrics - Lata Mangeshkar

Ae Ishq lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Mughal-E-Azam (1960). Ae Ishq Sad soundtrack was composed by Naushad Ali with lyrics written by Shakeel Badayuni.

Ae ishq ye sab duniya wale
Ae ishq ye sab duniya wale
Bekar ki bate karte hai
Bekar ki bate karte hai
Payal ke gamo ka ilam nahi
Payal ke gamo ka ilam nahi
Chankar ki bate karte hai
Chankar ki bate karte hai
Ae ishq ye sab duniya wale

Har dil me chupa hai teer koi
Har paw me hai janjir koi
Puche koi unse gum ke maje
Puche koi unse gum ke maje
Jo pyar ki bate karte hai
Jo pyar ki bate karte hai
Ae ishq ye sab duniya wale

Ulfat ke nae diwano ko
Kis tarah se koi samjhae
Kis tarah se koi samjhae
Najro pe lagi hai pabandi
Najro pe lagi hai pabandi
Didar ki bate karte hai
Didar ki bate karte hai
Ae ishq ye sab duniya wale

bharatlyrics.com

Bhawre hai agar madhosh to kya
Parwane bhi hai khamosh to kya
Sab pyar ke nagme gate hai
Sab pyar ke nagme gate hai
Sab yar ki bate karte hai
Sab yar ki bate karte hai
Ae ishq ye sab duniya wale
Bekar ki bate karte hai
Ae ishq ye sab duniya wale.

Ae Ishq Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download