Ae Sagar Ki Laheron Lyrics - Kishore Kumar, Lata Mangeshkar

Ae Sagar Ki Laheron lyrics, the song is sung by Kishore Kumar, Lata Mangeshkar from Samundar (1986). The music of Ae Sagar Ki Laheron Romantic track is composed by Rahul Dev Burman while the lyrics are penned by Anand Bakshi.

Pyar samunder se hai gahra
Isme kahin hum dub na jaye
Dil chahe tufan se khele
Sahil par vapas na aaye

Ae sagar ki laheron
Hum bhi aate hai thahero
Ae sagar ki laheron
Hum bhi aate hai thahero
O sahil sahil manzil
Manzil humko le chalo
Eye sagar ki lahro
Ham bhi aate hai thahro
Eye sagar ki lahro
Ham bhi aate hai thahro

bharatlyrics.com

Jaisa betab ye ek dil nadan hai
Dekhe aisa kahin koi tufan hai
Jaisa betab ye ek dil nadan hai
Are dekhe aisa kahin koi tufan hai
La la la la..la la la la
Basti basti kashti
Kashti humko le chalo
Ae sagar ki laheron
Hum bhi aate hai thahero
O sahil sahil manzil
Manzil humko le chalo
Ae sagar ki laheron
Hum bhi aate hai thahero
Ae sagar ki laheron
Hum bhi aate hai thahero

O meri mahebub sa
Kya hai koi hasin
Ho mere dildar sa
Aashiq koi nahi
O meri mahebub sa
Kya hai koi hasin
Ho mere dildar sa
Aashiq koi nahi
La la la la..la la la la
Sehra sehra dariya
Dariya humko le chalo
Ae sagar ki laheron
Hum bhi aate hai thahero
O sahil sahil manzil
Manzil humko le chalo
Ae sagar ki laheron
Hum bhi aate hai thahero
Ae sagar ki laheron
Hum bhi aate hai thahero

Ye duniya chhod ke
Rah jaye hum wahan
Hum dono ke siwa
Koi na ho jahan
Ye dunia chhod ke
Rah jaye hum wahan
Are hum dono ke
Siwa koi na ho jahan
La la la la..la la la la
Chalte chalte raste
Raste humko le chalo
Ae sagar ki laheron
Hum bhi aate hai thahero
O sahil sahil manzil
Manzil humko le chalo
Ae sagar ki laheron
Hum bhi aate hai thahero
Ae sagar ki laheron
Hum bhi aate hai thahero.

Ae Sagar Ki Laheron Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download