Ye Kori Kanwari Lyrics - Kishore Kumar

Ye Kori Kanwari lyrics, the song is sung by Kishore Kumar from Samundar (1986). Ye Kori Kanwari Masti soundtrack was composed by Rahul Dev Burman with lyrics written by Anand Bakshi.

Ye kori karari kunwari nazar
Maar dalegi zalim tumhari nazar
Ye kori karari kuwari nazar
Maar dalegi zalim tumhari nazar

Are husn wale tu daman bachale
Jhukale nigahe ye aankhe churale
Are husn wale tu daman bachale
Jhukale nigahe ye aankhe churale
Kabhi to milegi hamari nazar
Maar dalegi zalim tumhari nazar
Ye kori karari kunwari nazar
Maar dalegi zaalim tumhari nazar

bharatlyrics.com

Abhi jo jhuki hain abhi jo uthi hain
Isi pe hamari jawani luti hain
Abhi jo jhuki hain abhi jo uthi hain
Isi pe hamari jawani luti hain
Yahi hain mohabbat ki mari nazar
Maar dalegi zalim tumhari nazar
Ye kori karari kunwari nazar
Maar dalegi zalim tumhari, haan

Bade shaukh se tum koi khel khelo
Mujhe katl kardo meri jaan lelo
Bade shaukh se tum koi khel khelo
Mujhe katl kardo meri jaan lelo
Ye dil ek panchhi shikari nazar
Maar dalegi zalim tumhari nazar
Ye kori karari kunwari nazar
Maar dalegi zalim tumhari nazar.

Ye Kori Kanwari Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download