ऐसी की तैसी Aisi Ki Taisi Lyrics - Mika Singh, Deedar Kaur

LYRICS OF AISI KI TAISI IN HINDI: 'ऐसी की तैसी' The song is sung by Mika Singh and Deedar Kaur from Hindi film Jahaan Chaar Yaar, directed by Kamal Pandey. The film stars Swara Bhaskar, Shikha Talsania, Meher Vij and Pooja Chopra in lead role. "AISI KI TAISI" is a Masti song, composed by Sanjeev Chaturvedi, with lyrics written by Sanjeev Chaturvedi.

ऐसी की तैसी Aisi Ki Taisi Lyrics in Hindi

आ बेफ़िक्रियाँ ओढ़ के पाबंदियाँ तोड़ के
आवारगी के ये पल तू मेरे संग जी

कोई रोके-टोके तो कह दो जहाँ हो यार
ऐसी की तैसी ऐसी की तैसी
सारे जहाँ की ऐसी की तैसी
सारे जहाँ की ऐसी की तैसी

कुछ ग़लतियाँ हैं लाज़मी
सुन ज़रा शरीफ़ आदमी
कुछ ग़लतियाँ हैं लाज़मी
सुन ज़रा शरीफ़ आदमी

गुस्ताख़ सा ये पल कह रहा सुन ज़रा

कोई रोके-टोके तो कह दो जहाँ हो यार
ऐसी की तैसी ऐसी की तैसी
सारे जहाँ की ऐसी की तैसी
सारे जहाँ की ऐसी की तैसी

कुछ ख़्वाहिशें थीं दिल में दबी
बेलगाम सी हो गईं अभी
कुछ ख़्वाहिशें थीं दिल में दबी
बेलगाम सी हो गईं अभी

भारतलिरिक्स.कॉम

उड़े-उड़े से होश भी
है कुछ नया सा नशा

कोई रोके-टोके तो कह दो जहाँ हो यार
ऐसी की तैसी ऐसी की तैसी
सारे जहाँ की ऐसी की तैसी
सारे जहाँ की ऐसी की तैसी

Aisi Ki Taisi Lyrics

Aa befikriyaan odh ke pabandiyan tod ke
Awaargi ke ye pal tu mere sang jee

Koi roke-toke toh keh do jahaan ho yaar
Aisi ki taisi aisi ki taisi
Saare jahaan ki aisi ki taisi
Saare jahaan ki aisi ki taisi

Kuch galtiyan hai laazmi
Sun zara shareef aadmi
Kuch galtiyan hai laazmi
Sun zara shareef aadmi

Gustaakh sa ye pal keh raha sun zara

Koi roke-toke toh keh do jahaan ho yaar
Aisi ki taisi aisi ki taisi
Saare jahaan ki aisi ki taisi
Saare jahaan ki aisi ki taisi

Kuch khwahishen thi dil mein dabi
Belagaam si ho gayi abhi
Kuch khwahishen thi dil mein dabi
Belagaam si ho gayi abhi

Ude-ude se hosh bhi
Hai kuch naya sa nasha

bharatlyrics.com

Koi roke-toke toh keh do jahaan ho yaar
Aisi ki taisi aisi ki taisi
Saare jahaan ki aisi ki taisi
Saare jahaan ki aisi ki taisi

Aisi Ki Taisi Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Aisi Ki Taisi is from the Jahaan Chaar Yaar.

The song Aisi Ki Taisi was sung by Mika Singh and Deedar Kaur.

The music for Aisi Ki Taisi was composed by Sanjeev Chaturvedi.

The lyrics for Aisi Ki Taisi were written by Sanjeev Chaturvedi.

The music director for Aisi Ki Taisi is Sanjeev Chaturvedi.

The song Aisi Ki Taisi was released under the Times Music.

The genre of the song Aisi Ki Taisi is Masti.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *