Ajab Saman Tha Lyrics - Khalil Haider

Ajab Saman Tha lyrics, the song is sung by Khalil Haider from Tumhara Pyar (2004). Ajab Saman Tha Ghazal soundtrack was composed by Khalil Haider with lyrics written by .

Jab tak tere humsafar rahe hain
Hum khud se bhi bekhabar rahe hain
Kya tere bagair zindagi hain
Kehne ko toh din guzar rahe hain

Ajab saman tha teri
Kurbaton ke mausam mein
Ajab saman tha teri
Kurbaton ke mausam mein
Main ghoom hoon aaj talak
Main ghoom hoon aaj talak
Hairaton ke mausam mein
Ajab saman tha teri
Kurbaton ke mausam mein
Main ghoom hoon aaj talak
Main ghoom hoon aaj talak
Hairaton ke mausam mein
Ajab saman tha teri
Kurbaton ke mausam mein

Woh do kadam ka safar
Hosale hayaat bana
Woh do kadam ka safar
Hosale hayaat bana
Woh do kadam ka safar
Hosale hayaat bana
Jo taiy kiya tha teri
Chahaton ke mausam mein
Jo taiy kiya tha teri
Chahaton ke mausam mein
Main ghoom hoon aaj talak
Main ghoom hoon aaj talak
Hairaton ke mausam mein
Ajab saman tha teri
Kurbaton ke mausam mein

Hamaare dil ki sadaa
Par zaroor laut aana
Hamaare dil ki sadaa
Par zaroor laut aana
Hamaare dil ki sadaa
Par zaroor laut aana
Tumhen pukaarenge
Hum dehshato ke mausam mein
Tumhen pukaarenge
Hum dehshato ke mausam mein
Main ghoom hoon aaj talak
Main ghoom hoon aaj talak
Hairaton ke mausam mein
Ajab saman tha teri
Kurbaton ke mausam mein

Jinhe fizaa ka koi dar
Na ho mere humdum
Jinhe fizaa ka koi dar
Na ho mere humdum
Jinhe fizaa ka koi dar
Na ho mere humdum
Khuda rakhe tumhe
Aisi ruto ke mausam mein
Khuda rakhe tumhe
Aisi ruto ke mausam mein
Main ghoom hoon aaj talak
Main ghoom hoon aaj talak
Hairaton ke mausam mein
Ajab saman tha teri
Kurbaton ke mausam mein

Bikhar na jaaye kahin
Tut kar tera saagar
Bikhar na jaaye kahin
Tut kar tera saagar
Bikhar na jaaye kahin
Tut kar tera saagar
Samir peelo ise in
Vehshaton ke mausam mein
Samir peelo ise in
Vehshaton ke mausam mein
Main ghoom hoon aaj talak
Main ghoom hoon aaj talak
Hairaton ke mausam mein
Ajab saman tha teri
Kurbaton ke mausam mein

bharatlyrics.com

Ajab saman tha
Teri kurbaton ke mausam mein
Main ghoom hoon aaj talak
Main ghoom hoon aaj talak
Hairaton ke mausam mein
Ajab saman tha teri
Kurbaton ke mausam mein
Ajab saman tha teri
Kurbaton ke mausam mein.

Ajab Saman Tha Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download