Amiro Ki Shaam Garibo Ke Naam Lyrics - Mohammed Aziz

Amiro Ki Shaam Garibo Ke Naam lyrics, the song is sung by Mohammed Aziz from Naam (1986). Amiro Ki Shaam Garibo Ke Naam Sad soundtrack was composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) with lyrics written by Anand Bakshi.

Ye aansoo ye jajbaat tum bechte ho
Garibo ke halaat tum bechte ho

Amiron ki sham garibo ke naam
Amiron ki sham garibo ke naam
Amiron ki sham garibo ke naam
Amiron ki sham garibo ke naam,
Isi baat par sabko mera salaam
Amiron ki sham garibo ke naam
Amiron ki sham garibo ke naam

bharatlyrics.com

Ye kyaa hai tamaasa ye kya hai sitam
Ye kyaa hai tamaasa ye kya hai sitam
Majaa aagaya bas khudaa ki kasam
Khusi ki dukano pe bikta hai gam
Bikta hai gham
Feeda esa gham pe
He khushiyaan tmaam
Amiron ki sham garibo ke naam
Amiron ki sham garibo ke naam

Ye fankaar ki ek hashin yaad hai
Ye fankaar ki ek hashin yaad hai
Kisi bhookhe nange ki fariyaad hai
Ye tasvir to kaabile daat hai
Kaabile daat hai
Ise di jiye aap pahela inaam
Amiron ki sham garibo ke naam
Amiron ki sham garibo ke naam

Ye masoom bachaa ye majboor maa
Ye masoom bachaa ye majboor maa
Na choola, na bartan,
Na ghar na dhooan
Na choola, na bartan,
Na ghar na dhooan
Garibi ki mu bolti dashtaan
Amiri ka mu bolta intakaam
Amiron ki sham garibo ke naam
Amiron ki sham garibo ke naam
Isi baat par sabko mera salaam
Amiron ki sham garibo ke naam
Amiron ki sham garibo ke naam.

Amiro Ki Shaam Garibo Ke Naam Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download