Ankhiyan Mila Ke Bhaagna Na Lyrics - Nirmala Devi

Ankhiyan Mila Ke Bhaagna Na lyrics, the song is sung by Nirmala Devi from Jeevan (1944). The music of Ankhiyan Mila Ke Bhaagna Na Playful track is composed by Naushad Ali while the lyrics are penned by Deena Nath Madhok (D. N. Madhok).

Ankhiya mila ke bhagna na
Ankhiya mila ke bhagna na
Tere bin chain kam paungi
Tere bin chain kam paungi
Chhod ke ye dar kaha jaungi
Chhod ke ye dar kaha jaungi

Sundar sapna tut na jaye
Saath dilo ka chhut na jaye
Sundar sapna tut na jaye
Saath dilo ka chhut na jaye
Is neendiya se jagna na
Is neendiya se jagna na
Ankhiya mila ke bhagna na
Ankhiya mila ke bhagna na

bharatlyrics.com

Ghadiya judaai ki na aaye ab
Ghadiya judaai ki na aaye ab
Ik dusre mein bas jaye ab
Ik dusre mein bas jaye ab
Virah ke dukh sah na sakungi
Roungi kuch kah na sakungi
Virah ke dukh sah na sakungi
Roungi kuch kah na sakungi
Is neendiya se jagna na
Is neendiya se jagna na
Ankhiya mila ke bhagna na
Ankhiya mila ke bhagna na.

Ankhiyan Mila Ke Bhaagna Na Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download