Apna Ghar Apna Desh Lyrics - Shanta Apte

Apna Ghar Apna Desh lyrics, the song is sung by Shanta Apte from Apna Ghar (1942). Apna Ghar Apna Desh Playful soundtrack was composed by Harishchandra Bali with lyrics written by Narottam Vyas.

Apna ghar apna desh hai apna ghar
Apna ghar apna desh hai apna ghar
Apna ghar apna desh

Desh jitne dino dhukhiya
Desh jitne dino dhukhiya
Sab hi apne behan aur bhaiya
Sab hi apne behan aur bhaiya
Unki seva parbhu ki pooja
Unki seva parbhu ki pooja
Punya yahi badkar
Sabse punya yahi badkar
Apna ghar apna desh hai apna ghar
Apna ghar

Ghar ghar chaye rog bagaye
Logo ko jeena sikhlaye
Logo ko jeena sikhlaye
Sabko siksha mantar dilaye
Sabko siksha mantar dilaye
Ho jaye nayochavar
Desh par ho jaye nayochavar
Apna ghar apna desh hai apna ghar
Apna ghar apna desh

bharatlyrics.com

Unch nich ke bandhan tode
Unch nich ke bandhan tode
Parbhu se prem ka nata jode
Parbhu se prem ka nata jode
Meet ghulami mein azadi
Meet ghulami mein azadi
Jandha uncha kar desh ka
Jandha uncha kar desh ka
Jandha uncha kar.

Apna Ghar Apna Desh Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download