Baagon Mein Bahaar Aayi Lyrics - Anand Bakshi, Lata Mangeshkar

Baagon Mein Bahaar Aayi lyrics, the song is sung by Anand Bakshi, Lata Mangeshkar from Mome Ki Gudiya (1972). Baagon Mein Bahaar Aayi Romantic soundtrack was composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) with lyrics written by Anand Bakshi.

O o o o…..

Baagon mein bahaar aayi,
Honto pe pukaar aayi
Aaja aaja aaja aaja meri raani
Rut bekaraar aayi
Rut bekaraar aayi
Doli mein sawaar aayi
Aaja aaja aaja aaja mere raaja
Baagon mein bahaar aayi,
Honto pe pukaar aayi
Aaja aaja aaja aaja meri raani

bharatlyrics.com

Phulon ki gali me aayi
Bhanwaro ki toliyaan
Bhanwaro ki toliyaan
Diye se patanga khele
Aankh micholiyan
Bole aisi boliyaan ke pyaar jaaga,
Jag so gaya
Rut bekaraar aayi,
Doli mein sawaar aayi
Aaja aaja aaja aaja mere raaja
Baagon mein bahaar aayi

Sapana toh sapano ki
Baat hai pyaar mein
Baat hai pyaar mein
Nind nahi aati sainya
Tere intezar mein
Hoke bekaraar tujhe
Dhundhun main,
Tu kahaan kho gaya
Baagon mein bahaar aayi,
Honto pe pukaar aayi
Aaja aaja aaja aaja meri raani
Aaja mere raaja

Lambi lambi baatein chhede,
Chhoti si raat mein,
Chhoti si raat mein
Saari baatein kaise
Hongi ik mulaqaat me
Ek hi baat mein lo dekh lo
Sawera ho gaya
Baagon mein bahaar aayi,
Honto pe pukaar aayi
Aaja aaja aaja aaja meri raani
Rut bekaraar aayi,
Doli mein sawaar aayi
Aaja aaja aaja aaja mere raaja
Aaja meri raani, aaja mere raaja.

Baagon Mein Bahaar Aayi Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download