Nainon Ki Gaadi Chali Lyrics - Asha Bhosle

Nainon Ki Gaadi Chali lyrics, the song is sung by Asha Bhosle from Mome Ki Gudiya (1972). The music of Nainon Ki Gaadi Chali Sad track is composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) while the lyrics are penned by Anand Bakshi.

Bandhan tote na saawariya
Bandhan tote na saawariya
Raam kare piya
Teri umar mein
Lag jaye meri prit umariya
Bandhan tote na saawariya
Raam kare piya
Teri umar mein
Lag jaye meri prit umariya
Bandhan tote na

Lal basanti lal basanti
Neele kaare
Kachche jagat ke
Rang he sare
Meine to tere
Prem ke patte
Rang mein rang diye chunariya
Bandhan tote na saawariya
Bandhan tote na

bharatlyrics.com

Mira krishan ke
Mira krishan ke
Geet sunaye
Mera jiya piya
Tere gun gaye
Mira krishan ke
Prem pujaran
Apne piya ki mein bawariya
Bandhan tote na saawariya
Ram kare piya
Teri umar mein
Lag jaye meri prit umariya
Bandhan tote na.

Nainon Ki Gaadi Chali Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download