Bahar Aayi Hai Badla Lyrics - Kumar Sanu

Bahar Aayi Hai Badla lyrics, the song is sung by Kumar Sanu from Sadma (2001). Bahar Aayi Hai Badla Sad soundtrack was composed by Jeetu, Tapan with lyrics written by .

Bahar aayi hai badla
Hua sitaara hai
Bahar aayi hai badla
Hua sitaara hai
Kisi ne humko bade
Pyaar se pukaara hai
Kisi ne humko bade
Pyaar se pukaara hai
Bahar aayi hai badla
Hua sitaara hai

bharatlyrics.com

Humein khabar hain
Magar aapko nahi maloom
Humein khabar hain
Magar aapko nahi maloom
Khuda ke baad humein
Khuda ke baad humein
Aapka sahara hai
Bahar aayi hai badla
Hua sitaara hai

Karoge tutey huye
Dil ki kyaa dawa daaru
Karoge tutey huye
Dil ki kyaa dawa daaru
Sharaab do ise
Sharaab do ise ye
Zindagi kaa maara hai
Bahar aayi hai badla
Hua sitaara hai

Kisi ke rehem pe jina
Humein kubul nahi
Kisi ke rehem pe jina
Humein kubul nahi
Khud apni shart pe marna
Khud apni shart pe marna
Humein ghawara hai
Bahar aayi hai
Badla hua sitaara hai

Samaj sako to karo
Shukariya samandar ka
Samaj sako to karo
Shukariya samandar ka
Kabhi bhawar bhi
Kabhi bhawar bhi kisi
Ke liye kinaara hai
Bahar aayi hai badla
Hua sitaara hai

Bahar aayi hai badla
Hua sitaara hai
Kisi ne humko bade
Pyaar se pukaara hai
Kisi ne humko bade
Pyaar se pukaara hai
Bahar aayi hai badla
Hua sitaara hai.

Bahar Aayi Hai Badla Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download