Bali Umariya Kari Re Lyrics - Anuradha Paudwal

Bali Umariya Kari Re lyrics, the song is sung by Anuradha Paudwal from The Real Life Of Mandi (2012). Bali Umariya Kari Re Mujra soundtrack was composed by Dinesh Arjuna with lyrics written by Daur Saifee.

Bali umariya kari re bawariya
Bali umariya kari re bawariya
Kaise samajhau
Tuhe mere sawariya
Kaise samajhau
Tuhe mere sawariya
Bali umariya kari re
Bawariya bali umariya

bharatlyrics.com

Chandani ratiya teer chalaye
Barkha fahare agan lagaye
Chandani ratiya teer chalaye
Barkha fahare agan lagaye
Nash nash mein jagi
Nash nash mein jagi
More re bijuriya
Kaise samjhau tujhe
More sawariya
Bali umariya kari re bawariya
Bali umariya kari re bawariya

Naino ke sapne
Jayenge kharke
Jaag padu main
Nind se dar ke
Naino ke sapne
Jayenge kharke
Jaag padu main
Nind se dar ke
Dard jagaye tan
Mein kali badariya
Kaise samjhau tujhe
More sawariya
Bali umariya kari re
Bawariya bali umariya

Kis nagan ke chal mein aaya
Na to paraya apna bulaya
Kis nagan ke chal mein aaya
Na to paraya apna bulaya
Bhul gaya kyo apni dagariya
Kaise samjhau tujhe more sawariya
Bali umariya kari re bawariya
Bali umariya kari re bawariya.

Bali Umariya Kari Re Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download