Bandobast Hai Lyrics - Roop Kumar Rathod

Bandobast Hai lyrics, the song is sung by Roop Kumar Rathod from Hu Tu Tu (1999). The music of Bandobast Hai Philosophical track is composed by Vishal Bhardwaj while the lyrics are penned by Gulzar (Sampooran Singh Kalra).

Bandobast hai jabardast hai
Bandobast hai jabardast hai
Bandobast hai bandobast hai
Bandobast hai bandobast hai

Khun ki khusbu badi badmast hai
Hamara hukmara are kambakht hai
Bandobast hai jabardast hai
Bandobast hai jabardast hai
Bandobast hai bandobast hai
Bandobast hai bandobast hai
Khun ki khusbu badi badmast hai
Hamara hukmara are kambakht hai

Samay barabar kar deta hai
Samay ke hath mein aari hai
Waqt se panga mat lena
Waqt ka panja bhari hai
Samay barabar kar deta hai
Samay ke hath mein aari hai
Waqt se panga mat lena
Waqt ka panja bhari hai
Sing hawa ke, na pakdo
Aandhi hai ye, na pakdo
Jadon ke taanke kat jayenge
Kaal kulhadi na pakdo
Kaal ki are kaal ki,
Laathi badi hi sakht hai
Bandobast hai
Hamara hukmara are kambakht hai

bharatlyrics.com

Jo matti mein ugate hai,
Unko dafna ke kya hoga
Jo nange tan jeete hai,
Unko kafna ke kya hoga
Dafan karo na matti mein
Chade hai apni matti hai
Matti mein dil boye hai
Hum ugate hai matti mein
Kokh ki are kokh ki muthhi
Badi hi sakht hai
Bandobast hai jabardast hai
Bandobast hai bandobast hai
Bandobast hai bandobast hai

Khun ki khusbu badi badmast hai
Hamara hukmara are kambakht hai.

Bandobast Hai Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download