Bawra Na Bann (Title) Lyrics - Madhushree

Bawra Na Bann (Title) lyrics, the song is sung by Madhushree from Bawra Na Bann (2015). Bawra Na Bann (Title) Playful soundtrack was composed by Robby Badal with lyrics written by Haider Nazmi.

Bawra na bann
Pyaar karne se pehale soch le zara
Bawra na bann

bharatlyrics.com

Bawra na bann bawra na bann
Pyaar karne se pehale soch le zara
Bawra na bann bawra na bann
Pyaar karne se pehale soch le zara
Bawra na bann

Patang kat jaaye to
Patang kat jaaye to
Haath mein kaha phir aati hai
Patang kat jaaye to
Haath mein kaha phir aati hai
Kisi benaam shajr se
Kisi benaam shajr se
Lipat ke yeh to reh jaati hai
Meri baat sun chhod de yeh dhun
Meri baat sun arey chhod de yeh dhun
Pyaar karne se pehale soch le zara
Bawra na bann bawra na bann
Pyaar karne se pehale soch le zara
Bawra na bann

Ajab hai baarishe
Ajab hai baarishe
Yeh boond boond tadpati hai
Ajab hai baarishe
Yeh boond boond tadpati hai
Zameen pe jo gire
Zameen pe jo gire
To tan badan ko mehakati hai
Meri baat sun chhod de yeh dhun
Meri baat sun arey chhod de yeh dhun
Pyaar karne se pehale soch le zara
Bawra na bann bawra na bann
Pyaar karne se pehale soch le zara
Bawra na bann.

Bawra Na Bann (Title) Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Bawra Na Bann (Title) is from the Bawra Na Bann (2015).

The song Bawra Na Bann (Title) was sung by Madhushree.

The music for Bawra Na Bann (Title) was composed by Robby Badal.

The lyrics for Bawra Na Bann (Title) were written by Haider Nazmi.

The music director for Bawra Na Bann (Title) is Robby Badal.

The song Bawra Na Bann (Title) was released under the Zee Music Company.

The genre of the song Bawra Na Bann (Title) is Playful.