Bhanwar Mein Hai Lyrics - Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)

Bhanwar Mein Hai lyrics, the song is sung by Prabodh Chandra Dey (Manna Dey) from Sair-E-Paristan (1958). The music of Bhanwar Mein Hai Sad track is composed by Suresh Talwar while the lyrics are penned by Shakeel Nomani.

Bhanwar mein hai meri kashti
Kinara dhudta hu mein
Mila hi teri rahmat ka
Shahara dhudta hu mein
Jaba pe jab kabhi gabhara ke
Tera naam aata hai
Suna hai tari rahmat ka
Suna hai tari rahmat ka
Shahara kaam aata hai
Jaba par jab kabhi gabhara ke

Kisi se kya kahe kaise sitam hai
Rang kya kya hai
Rang kya kya hai
Tujhe awaaz dete hai
Tujhe awaaz dete hai
Jo tere naam lete hai
Ki chup rehne se teri aan par
Eljam aata hai
Suna hai tari rahmat ka
Shahara kaam aata hai
Jaba par jab kabhi gabhara ke

bharatlyrics.com

Karam karta hai kya rab tu
Hamesa apne bando par
Ghataye jhumti hai
Ghataye jhumti hai
Rahamto ki tere masto par
Eshare se tere pyase
Labo tak jaam aata hai
Suna hai tari rahmat ka
Shahara kaam aata hai
Jaba par jab kabhi gabhara ke.

Bhanwar Mein Hai Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download