Bikhre Pade Hain Ghas Pe Ansoo Lyrics - Pankaj Udhas

Bikhre Pade Hain Ghas Pe Ansoo lyrics, the song is sung by Pankaj Udhas from Rubayee (1998). The music of Bikhre Pade Hain Ghas Pe Ansoo Ghazal track is composed by Pankaj Udhas while the lyrics are penned by Zameer Kazmi.

Patay hain naa muflis hi naa daulat waale
Pi kar jo maja lete hai kismat waale
Jo hosh ki daldal mein
Hai woh kya jaane
Iss par se kis par
Gaye matwaale

Duniya hai hawa,
Saara bharam hai saaki
Ek aag hai yeh umrr,
Aalam hai saaki
Pani ki tarah paak
Hain lekin ek din
Mil jaayenge mitti mein
Yeh gham hai saaki

Bhikhare pade hain
Ghaans pe aansoo samet le
Bhikhare pade hain
Ghaans pe aansoo samet le
Yeh chaandani kaa dukh hai
Magar too samet le
Bhikhare pade hain
Ghaans pe aansoo samet le

Raato ko tutate huye
Taaro kaa gham naa kar
Raato ko tutate huye
Taaro kaa gham naa kar
Raato ko tutate huye
Taaro kaa gham naa kar
Palako pe usaki yaad ke
Juganu samet le
Bhikhare pade hain
Ghaans pe aansoo samet le

Sab jagmagaate khaab
Phijan mein uchal de
Sab jagmagaate khaab
Phijan mein uchal de
Suraj ke ehtaram mein
Pehlu samet le
Bhikhare pade hain
Ghaans pe aansoo samet le

bharatlyrics.com

Kaali ghata ko khul ke barasna naseeb ho
Kaali ghata ko khul ke barasna naseeb ho
Kaali ghata ko khul ke barasna naseeb ho
Ya rab jamin ki pyaas agar too samet le
Bhikhare pade hain
Ghaans pe aansoo samet le
Yeh chaandani kaa dukh hai
Magar too samet le
Bhikhare pade hain
Ghaans pe aansoo samet le
Bhikhare pade hain
Ghaans pe aansoo samet le.

Bikhre Pade Hain Ghas Pe Ansoo Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download