Bohut Kathin Hai Dagar Lyrics - Hariharan

Bohut Kathin Hai Dagar lyrics, the song is sung by Hariharan from Lahore Ke Rang Hari Ke Sang (2005). The music of Bohut Kathin Hai Dagar Devotion, Ghazal track is composed by Wazir Afzal while the lyrics are penned by Amir Khusrow.

Bohut kathin hai dagar punghat ki
Bohut kathin hai dagar punghat ki
Kaise bhar laaun mathura se matki
Bohut kathin hai dagar punghat ki
Kaise bhar laaun mathura se matki
Bohut kathin hai dagar punghat ki

Main jo gayi thi paniya bharan ko
Main jo gayi thi paniya bharan ko
Daur jhapat mori matki patki
Bohut kathin hai dagar panghat ki
Kaise bhar laaun mathura se matki
Bohut kathin hai dagar panghat ki

Nizamiddin auliya main tore bal haari
Tore bal haari nizamiddin auliya
Nizamiddin auliya main tore bal haari
Laaj rakho tum humre ghungat ki
Bohut kathin hai dagar panghat ki
Kaise bhar laaun mathura se matki
Bohut kathin hai dagar panghat ki

bharatlyrics.com

Main jo gayi thi paniya bharun ko
Main jo gayi thi paniya bharun ko
Daur jhapat more matki patki
Bohut kathin hai dagar panghat ki
Kaise bhar laaun mathura se matki
Bohut kathin hai dagar panghat ki.

Bohut Kathin Hai Dagar Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download