Piya Tore Aangan Mein Lyrics - Hariharan

Piya Tore Aangan Mein lyrics, the song is sung by Hariharan from Lahore Ke Rang Hari Ke Sang (2005). Piya Tore Aangan Mein Ghazal soundtrack was composed by Wazir Afzal with lyrics written by Tajjamul.

Piya tore aangan mein
Jhoom jhoom jaaun
Payal ki chhum chhum
Pe nachu kabhi gaaun
Piya tore aangan mein
Jhoom jhoom jaaun
Payal ki chhum chhum
Pe nachu kabhi gaaun
Piya tore aangan mein

Dil mein basaye hue
Balma tore pyar ko
Dil mein basaye hue
Balma tore pyar ko
Todh ke main aagayi
Duniya ki deewar ko
Tu hai mere paas to
Main kaahe gabhraoo
Piya tore aangan mein
Jhoom jhoom jaaun
Payal ki chhum chhum
Pe nachu kabhi gaaun
Piya tore aangan mein

bharatlyrics.com

Chanda ke rang more
Nikhre hue roop mein
Chanda ke rang more
Nikhre hue roop mein
Khilta hua phool hu main
Saavan ki dhoop mein
Duniya ki nazro se ab
Mein kaahe sharmaoo
Piya tore aangan mein
Jhoom jhoom jaaun
Payal ki chhum chhum
Pe nachu kabhi gaaun
Piya tore aangan mein

Aangan mein pheli he
Khushboo bahaar ki
Aangan mein pheli he
Khushboo bahaar ki
Gunji he dhadkan main
Raagni hai pyaar ki
Sur ke sahare par piya
Mein tore gun gaaoo
Piya tore aangan mein
Jhoom jhoom jaaun
Payal ki chhum chhum
Pe nachu kabhi gaaun
Piya tore aangan mein.

Piya Tore Aangan Mein Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download