Chale Gaye Chale Lyrics - Zohrabai Ambalewali

Chale Gaye Chale lyrics, the song is sung by Zohrabai Ambalewali from Pehle Aap (1944). Chale Gaye Chale Happy soundtrack was composed by Naushad Ali with lyrics written by Deena Nath Madhok (D. N. Madhok).

Chale gaye chale gaye
Dil mein aag lagaane waale
Chale gaye haay
Chale gaye chale gaye
Dil mein aag lagaane waale
Chale gaye

Tum sang nain milaa ke
Haay main haar gayi
Tori judaayi sainyaan re
Haay mujhe maar gayi
Tum sang nain milaa ke
Haay main haar gayi
Tori judaayi sainyaan re
Haay mujhe maar gayi
Garaj-garaj birhan
Ko daraate hain
Baadal kaale-kaale
Garaj-garaj birhan
Ko daraate hain
Baadal kaale-kaale
Chale gaye haay
Chale gaye chale gaye
Dil mein aag lagaane waale
Chale gaye

Mori qasam tohe
Aa jaa more baalam
Sah naa sakenge dukh
Birhaa ke aur ham
Mori qasam tohe
Aa jaa more baalam
Sah naa sakenge dukh
Birhaa ke aur ham
Sainyaan padoon main
Tore painyaan
Balaiyaan loon
Ab aa jaa tu jaane waale
Sainyaan padoon main
Tore painyaan
Balaiyaan loon
Ab aa jaa tu jaane waale
Chale gaye haay

bharatlyrics.com

Chale gaye chale gaye
Dil mein aag lagaane waale
Chale gaye haay
Chale gaye chale gaye
Dil mein aag lagaane waale
Chale gaye.

Chale Gaye Chale Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download