Hindustan Ke Ham Hain Lyrics - Mohammed Rafi

Hindustan Ke Ham Hain lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Pehle Aap (1944). The music of Hindustan Ke Ham Hain Patriotic track is composed by Naushad Ali while the lyrics are penned by Deena Nath Madhok (D. N. Madhok).

Hindustan ke hum hain
Hindustaan humara
Hindu muslim donon ki
Aankhon ka taara
Hindustaan ke hum hain
Hindustaan humara
Hindu muslim donon ki
Aankhon ka taara

bharatlyrics.com

Jahaan hari khetiyaan
Jhoom rahi hain jhoom rahi hain
Jhuk ke janani ko choom
Rahi hain choom rahi hain
Jahaan hari khetiyaan jhoom
Rahi hain jhoom rahi hain
Jhuk ke janani ko choom
Rahi hain choom rahi hain
Sab jag se ooncha
Sab jag se nyaara
Sab jag se ooncha
Sab jag se nyaara
Ganga jamuna bahe
Jahaan wo bhaarat pyaara
Hindustaan ke hum hain
Hindustaan humara
Hindu muslim donon ki
Aankhon ka taara

Jahaan khel gaye hain kaale kaale
Jahaan huye gobind
Singh kalwi waale kalwi waale
Jahaan khel gaye hain kaale kaale
Jahaan huye gobind
Singh kalwi waale kalwi waale
Naanak ki bhoomi guru ka dwara
Naanak ki bhumi guru ka dwaara
Himalaya ki chhaaya
Mein hai desh humara
Hindustan ke hum hain
Hindustan humara
Hindu muslim donon ki
Aankhon ka taara

Lo chale sipaahi banke
Bhaarti banke bhaarti
Ab aaye saamne
Himmat kiski himmat kiski
Lo chale sipaahi banke
Bhaarti banke bhaarti
Ab aaye saamne
Himmat kiski himmat kiski
Har maidaan jeeta
Har maidan maara
Har maidan jeeta
Har maidaan maara
Hindu muslim ne
Milke jab ye lalkaara
Hindustan ke hum hain
Hindustan humara
Hindu muslim donon ki
Aankhon ka taara
Hindustaan ke hum hain
Hindustaan humara
Hindu muslim donon ki
Aankhon ka taara.

Hindustan Ke Ham Hain Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download