Chand Ke Baad Lyrics - Pankaj Udhas

Chand Ke Baad lyrics, the song is sung by Pankaj Udhas from Ghoonghat (2001). The music of Chand Ke Baad Ghazal track is composed by Pankaj Udhas while the lyrics are penned by Zameer Kazmi.

Chand ke baad sitaaron
Ki taraf kya dekhun
Chand ke baad sitaaron
Ki taraf kya dekhun
Tujhko dekha to hazaro
Ki taraf kya dekhun
Chand ke baad sitaaron
Ki taraf kya dekhun

Pyaar ke naam pe haste
Huve mar jaana hai
Pyaar ke naam pe haste
Huve mar jaana hai
Doob na hai to kinaaro
Ki taraf kyaa dekhun
Doob na hai to kinaaro
Ki taraf kyaa dekhun
Tujhko dekha to hazaro
Ki taraf kya dekhun
Chand ke baad sitaaron
Ki taraf kya dekhun

Tu meri rooh mein
Rango ki tarah barsi hai
Tu meri rooh mein
Rango ki tarah barsi hai
Ab saawan ke nazaron
Ki taraf kyaa dekhun
Ab saawan ke nazaron
Ki taraf kyaa dekhun
Tujhko dekha to hazaro
Ki taraf kya dekhun
Chand ke baad sitaaron
Ki taraf kya dekhun

bharatlyrics.com

Jab khile phool to maine
Tujhe socha hai bahot
Jab khile phool to maine
Tujhe socha hai bahot
Aankh utha kar bharao
Ki taraf kya dekhun
Aankh utha kar bharao
Ki taraf kya dekhun
Tujhko dekha to hazaro
Ki taraf kya dekhun
Chand ke baad sitaaron
Ki taraf kya dekhun.

Chand Ke Baad Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download