Chehra Kanwal Hai Lyrics - Suresh Wadkar

Chehra Kanwal Hai lyrics, the song is sung by Suresh Wadkar from Maine Jeena Seekh Liya (1982). Chehra Kanwal Hai soundtrack was composed by Nadeem Saifi, Shravan Rathod with lyrics written by Surendra Sathi.

Chehra kanwal hai aapka
Aankho mein hai sharab
Aankho mein hai sharab
Sare jaha me aapka koi nahi jawab
Chehra kanwal hai aapka

Ye husn aur sabab ka dariya liye hue
Ye husn aur sabab ka dariya liye hue
Daman me mere pyar ki dunia liye hue
Dil leke yu na jayiye
Dil leke yu na jayiye
Na jayiye janab na jayiye janab
Sare jaha mein aapka koi nahi jawab
Chehra kanwal hai aapka

bharatlyrics.com

Chhuke badan ko aapke kaliya hui jawa
Chhuke badan ko aapke kaliya hui jawa
Gulshan me sakh sakh pe likhi hai dasta
Bhawaro ne dekha aapko
Bhawaro ne dekha aapko
Niyat hui kharab
Niyat hui kharab
Sare jaha mein aapka koi nahi jawab
Chehra kanwal hai aapka

Hotho ko surkh rang ye sanso me ghul gaya
Hotho ko surkh rang ye sanso me ghul gaya
Palke uthayi aapne maykhana khul gaya
Madhosh kar do sakiya
Madhosh kar do sakiya
Pee lu mai behisab
Pee lu mai behisab
Sare jaha me aapka koi nahi jawab
Chehra kanwal hai aapka
Aankho mein hai sharab
Aankho mein hai sharab
Sare jaha mein aapka koi nahi jawab
Chehra kanwal hai aapka.

Chehra Kanwal Hai Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download