Chori Chori Aap Pe Dil Aaya Lyrics - Asha Bhosle, Usha Mangeshkar

Chori Chori Aap Pe Dil Aaya lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Usha Mangeshkar from Saat Samundar Paar (1965). Chori Chori Aap Pe Dil Aaya Dance, Masti soundtrack was composed by Chitragupta Shrivastava with lyrics written by Farooq Qaiser.

Chori chori aap pe dil aaya
Uff tauba tauba
Chori chori aap pe dil aaya
Uff tauba tauba
Kaisa kaisa pyar ne tadpaya
Uff tauba tauba
Chori chori aap pe dil aaya

bharatlyrics.com

Banke sawar ke dekha
Banke sawar ke dekha
Jadu chala na koi
Kya kya na karke dekha
Kya kya na karke dekha
Dil ko bh samjhaya
Chori chori aap pe dil aaya
Uff tauba tauba
Kaisa kaisa pyar ne tadpaya
Uff tauba tauba
Chori chori aap pe dil aaya

Darte ho dil hi dil me
Mare na duniya tana
Darte ho dil hi dil me
Mare na duniya tana
Roka hajar maine
Aankho ne hanske mana
Aankho ne hanske mana
Dil ne jo farmaya
Chori chori aap pe dil aaya
Uff tauba tauba
Kaisa kaisa pyar ne tadpaya
Uff tauba tauba
Chori chori aap pe dil aaya

Thoda sa bholapan hai
Thoda sa bankpan hai
Thoda sa bholapan hai
Thoda sa bankpan hai
Chhup chhup ke dekhu tumko
Mera diwanapan hai
Mera diwanapan
Ab duniya se takraya
Chori chori aap pe dil aaya
Uff tauba tauba
Kaisa kaisa pyar ne tadpaya
Uff tauba tauba
Chori chori aap pe dil aaya.

Chori Chori Aap Pe Dil Aaya Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download