Choti Si Hai Zindagani Lyrics - Mukesh Chand Mathur (Mukesh)

Choti Si Hai Zindagani lyrics, the song is sung by Mukesh Chand Mathur (Mukesh) from Aah (1953). The music of Choti Si Hai Zindagani Philosophical track is composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi while the lyrics are penned by Shailendra (Shankardas Kesarilal).

Chhoti si ye zindgani re
Char din ki javani teri
Hay re hay
Gam ki kahani teri
Chhoti si ye zindgani re
Char din ki javani teri
Hay re hay
Gam ki kahani teri

Sham hui ye desh birana
Tujh ko apne balam ghar jana
Sajan ghar jana
Sham hui ye desh birana
Tujh ko apne balam ghar jana
Sajan ghar jana
Raah me murakh mat lut jana
Mat lut jana
Chhoti si ye zindgani re
Char din ki javani teri
Hay re hay
Gam ki kahani teri
Chhoti si ye zindgani re
Char din ki javani teri
Hay re hay
Gam ki kahani teri

bharatlyrics.com

Babul ka ghar chhuta jaye
Ankhiyan ghor andhera chhaye
Ji dil ghabraye
Babul ka ghar chhuta jaye
Ankhiyan ghor andhera chhaye
Ji dil ghabraye
Aankh se tapke dil ka khazana
Dil ka khazana
Chhoti si ye zindgani re
Char din ki javani teri
Hay re hay
Gam ki kahani teri
Chhoti si ye zindgani re
Char din ki javani teri
Hay re hay
Gam ki kahani teri.

Choti Si Hai Zindagani Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *