Chubh Gaye Do Naina Matware Lyrics - Chandru Atma (C. H. Atma)

Chubh Gaye Do Naina Matware lyrics, the song is sung by Chandru Atma (C. H. Atma) from Bilwamangal (1954). The music of Chubh Gaye Do Naina Matware Playful track is composed by Bulo C. Rani while the lyrics are penned by Deena Nath Madhok (D. N. Madhok).

Chubh gaye
Chubh gaye do
Naina matware howe
Nikat ab jaawe
Nikat ab jaawe
Inko kaun nikaale
Chubh gaye do
Naina matwaare

Jin nainan ke kaarak
Baire taar bana kajraa
Jo koi nikat gaya unke
Uspe beeti kya kya
Raat ki nindiya lut gayi uski
Din ka chain gaya
Ghadi ghadi thhandi saans kahe
Kya janm kiyo sajanwa
Chubh gaye
Chubh gaye do
Naina matwaare

bharatlyrics.com

Raat ik geet bani
Pyaar jise gaaye hai
Phir usi geet ko
Man man mein hi dohraaye hai
Deke jholi mein badhaayi aaye
Zindagi dekh ke
Aankhon ko hansi jaaye hai
Chubh gaye
Chubh gaye do
Naina matwaare
Kya kya howe
Nikat ab jaawe
Nikat ab jaawe
Inko kaun mitaawe
Chubh gaye do
Naina matwaare.

Chubh Gaye Do Naina Matware Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download