Pyaar Ki Peer Suhaani Suhaani Lyrics - Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)

Pyaar Ki Peer Suhaani Suhaani lyrics, the song is sung by Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya) from Bilwamangal (1954). The music of Pyaar Ki Peer Suhaani Suhaani Playful track is composed by Bulo C. Rani while the lyrics are penned by Deena Nath Madhok (D. N. Madhok).

Bachpan bita aayi jawaani
Sar se gathariyaa le ke
Gathhri kholi wo muskaayi
Dard anokhe de ke

Pyaar ki pir suhaani
Suhaani sajan main to
Balam main to ab jaani re
Sajan main to ab jaani
Pyaar ki pir suhaani
Suhaani sajan main to
Balam main to ab jaani re
Sajan main to ab jaani

bharatlyrics.com

Mitha mitha dard suhaaye
Dard bina mohe
Chain na aaye chain na aaye
Mitha mitha dard suhaaye
Dard bina mohe chain na aaye
Chain na aaye aur zara sa de de
O dene waale teri meharbaani re
Sajan main to
Balam main to ab jaani re
Sajan main to ab jaani

Pyaar mein tan man
Phunk phunk jaaye
Pyaar mein tan man
Phunk phunk jaaye
Jyun jyun ho ho
Jyun jyun jaloon mazaa aaye
Saanch kaho ji kisne sikhayi
Saanch kaho ji kisne sikhayi
Aisi aag lagaani sajan main to
Balam main to ab jaani re
Sajan main to ab jaani
Pyaar ki pir suhaani suhaani
Sajan main to
Balam main to ab jaani re
Sajan main to ab jaani.

Pyaar Ki Peer Suhaani Suhaani Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download