Chunari Ka Maine Lyrics - Pamela Jain

Chunari Ka Maine lyrics, the song is sung by Pamela Jain from Shabnam Mausi (2005). The music of Chunari Ka Maine Dance, Item Numbers track is composed by Mani Shankar while the lyrics are penned by Sudhakar Sharma.

Chunari ka maine jo sarkaya palla ha
Chunari ka maine jo sarkaya palla
Nathaniya ne loot liya sara muhalla
Nathaniya ne loot liya sara muhalla
Maine uchala jo jowan ka challa
Challa re challa hain joban ka challa
Nathaniya ne loot liya sara muhalla
Nathaniya ne loot liya sara muhalla
Nathaniya ne loot liya
Loot liya loot liya sara muhalla

Kajra mohabbat ka jo mai lagau
Longa ilaychi ka bida dabau
Kajra mohabbat ka jo mai lagau
Longa ilaychi ka bida dabau
Har koi putche pata naam mera
Lalu ke badnami me hai mera dera
Jhumri talaiya me bangla to talla
Bangla to talla re bangla to talla
Nathaniya ne loot liya sara muhalla
Nathaniya ne loot liya sara muhalla
Nathaniya ne loot liya
Loot liya, loot liya sara muhalla

bharatlyrics.com

Kulkatta nachu ma bambai hila du
Are up bihar jaau paani pila du
Haye kulkatta nachu ma bambai hila du
Up bihar jaau paani pila du
Aagre se ghagra mai lekar ye aayi
Jaipur gayi to ye choli silayi
Kaid hai jawani najar sabki balla
Balla re balla najar sabki balla
Nathaniya ne loot liya sara muhalla
Nathaniya ne loot liya sara muhalla
Nathaniya ne loot liya loot liya
Loot liya sara muhalla.

Chunari Ka Maine Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download