College Ke Saathi Lyrics - Aslam Mustafa, Hariharan, Krishnakumar Kunnath (K.K)

College Ke Saathi lyrics, the song is sung by Aslam Mustafa, Hariharan, Krishnakumar Kunnath (K.K) from Duniya Dilwalon Ki (1996). The music of College Ke Saathi Dance track is composed by A.R. Rahman while the lyrics are penned by Mehboob Sarwar, P.K. Mishra.

Khushiyo ki saugat hai nari
Khushiyo ki saugat hai nari
Duniya mein ham sab ki janni hai nari
Duniya mein ham sab ki janni hai nari
Bhumi pe bhi svarg mein bhi
Anamol daulat hai nari
Anamol daulat hai nari

bharatlyrics.com

He ladki dekhi bhukh ud gai
Ladki dekhi nind ud gai
Ladki dekhi bant ban gai hoy
Ka ka ka ka ka ka college ke saathi
Ka college ke saathi
Ka ka ka ka ka ka college ke saathi
Ka college ke saathi
Ka college ke saathi

Saathi mile pyare-pyare
Kisse huye dil ke sare
Kashmir jaisa gulshan
Capco king ka garden
Har din hai fashion show
College ke saathi

Ankhe silicon graphic
Ladkiyo se jam hota traffic
V channel choice hai ye to bhi voice hai
Gal aise chamke jaise lesar
Tera love letter kahta hai pager
Mai pyar ka computer aur tu hai software

Cell ya phone jaisi hoti tu agar
Baggy ya pocket mein
Ham rakh lete tumko
Contact lens jaisi hoti tu agar
Palko me ahista se rakh lete tumko
Sudar ladki har dam hai inspiration
Aage badhti unse younger generation
College ke saathi hi to
Jivan ke pyare saathi
Cell ya phone jaisi hoti tu agar

Dating ki khatir college gate
Pe waiting kar lege ham
Ok ho to san francisco
Disco chalenge ham
Boys and girls mil-jul ke
Rock and roll karne ke
Saathi yahi saathi
Everyday love season milta
Hai aisa pyara dekh kahan
Ka ka ka ka ka ka college ke saathi
Ka college ke saathi.

College Ke Saathi Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download