Daaman Na Chhod Dena Lyrics - G. M. Durrani, Suman Kalyanpur

Daaman Na Chhod Dena lyrics, the song is sung by G. M. Durrani, Suman Kalyanpur from Kaise Kahoon (1945). The music of Daaman Na Chhod Dena Romantic track is composed by Pandit Amarnath while the lyrics are penned by Moti B. A..

Daaman na chhod dena
Daaman na chhod dena
Daaman na chhod dena
Daaman na chhod dena
Daaman na chhod dena
Daaman na chhod dena

Gulshan mein mohabbat ki
Phooli huyi kali ye
Madhosh jawani mein
Bhuli huyi gali ye
Gulshan mein mohabbat ki
Phooli hui kali ye
Madhosh jawani mein
Bhuli hui gali ye
Komal si pankhudiya hai
Inko na tod dena
Daaman na chhod dena
Daaman na chhod dena

Ye zindagi safar hai
Hum sath hi rahenge
Ye zindagi safar hai
Hum sath hi rahenge
Tufan tufan aur jhoke
Has has ke hum sahenge
Has has ke hum sahenge
Tum bich dhar meri
Kashti dubo na dena
Daaman na chhod dena
Daaman na chhod dena

bharatlyrics.com

Kashti agar bhawar mein
Pad jaye zindagi ki
Kashti agar bhawar mein
Pad jaye zindagi ki
Hum sath hi marenge
Saugandh mohabbat ki
Saugandh mohabbat ki
Tum ruh ke dhanche pe
Ye ruh jod dena
Daaman na chhod dena
Daaman na chhod dena.

Daaman Na Chhod Dena Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download