Dard E Jigar Thehar Zara Lyrics - Lata Mangeshkar

Dard E Jigar Thehar Zara lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Aurat (1953). The music of Dard E Jigar Thehar Zara Sad track is composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi while the lyrics are penned by Shailendra (Shankardas Kesarilal).

Dard e jigar thahar zara
Dard e jigar thahar zara
Dam to mujhe lene de
Dam to mujhe lene de
Jisne mitaya hai mujhe
Usko dua dene de
Usko dua dene de
Dard e jigar thahar zara

bharatlyrics.com

Dil ki lagi kya hai jan lu to bahut achha ho
Mai jo ghut ghut ke jan dun to bahut achha ho
Mai jo ghut ghut ke jan dun to bahut achha ho
Kal jaha basaya tha
Kal jaha basaya tha
Aaj mita lene de aaj mita lene de
Dard e jigar thahar zara

Meri barabad mohabbat
Na kar kisi se gila
Na kar kisi se gila
Wafa ka is jaha me hai to bas yahi hai sila
Wafa ka is jaha me hai to bas yahi hai sila
Ho yahi hai sila
Ai meri lagi tu mujhe
Ai meri lagi tu mujhe
Apni saza lene de apni saza lene de
Dard e jigar thahar zara

But na jage meri mayus sada laut aai
Lipat ke mujhse ro rahi hai meri tanahai
Lipat ke mujhse ro rahi hai meri tanahai
Kab talaq jale ye shama
Kab talaq jale ye shama
Ab to bujha lene de
Ab to bujha lene de
Dard e jigar thahar zara
Dard e jigar thahar zara.

Dard E Jigar Thehar Zara Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download