Ulfat Ka Saaz Chhedo Lyrics - Lata Mangeshkar

Ulfat Ka Saaz Chhedo lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Aurat (1953). The music of Ulfat Ka Saaz Chhedo Happy track is composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi while the lyrics are penned by Hasrat Jaipuri.

Ulfat ka saz chhedo, shama suhana hai
Ulfat ka saz chhedo, shama suhana hai
Jalve bhi nach uthe, dil ka tarana hai
Ulfat ka saz chhedo, shama suhana hai
Jalve bhi nach uthe, dil ka tarana hai
Ulfat ka saz chedo

Dar pe huzur aaye, leke murad ham bhi
Itni si aarzu hai, rah jaye yad ham bhi
Dar pe huzur aaye, leke murad ham bhi
Itni si aarzu hai, rah jaye yad ham bhi
Ulfat ka saz chhedo, shama suhana hai
Jalve bhi nach uthe, dil ka tarana hai
Ulfat ka saz chhedo, shama suhana hai
Jalve bhi nach uthe, dil ka tarana hai
Ulfat ka saz chedo

Dono jahan ham bhi, tum par nisar kare
Kadmo pe chand tare, sajde hazar kare
Dono jahan ham bhi, tum par nisar kare
Kadmo pe chand tare, sajde hazar kare
Ulfat ka saz chhedo, shama suhana hai
Jalve bhi nach uthe, dil ka tarana hai
Ulfat ka saz chhedo, shama suhana hai
Jalve bhi nach uthe, dil ka tarana hai
Ulfat ka saz chedo

bharatlyrics.com

Mahfil me aaj shama, kar degi nam roshan
Thamega aaj koi, dil ka hasin daman
Mahfil me aaj shama, kar degi nam roshan
Thamega aaj koi, dil ka hasin daman
Ulfat ka saz chhedo, shama suhana hai
Jalve bhi nach uthe, dil ka tarana hai
Ulfat ka saz chhedo  shama suhana hai
Jalve bhi nach uthe, dil ka tarana hai
Ulfat ka saz chhedo.

Ulfat Ka Saaz Chhedo Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download