Daulat Mili Jahan Ki Namo-O-Nishan Mile Lyrics - Ustad Ghulam Ali

Daulat Mili Jahan Ki Namo-O-Nishan Mile lyrics, the song is sung by Ustad Ghulam Ali from Kalaam-E-Mohabbat (1992). Daulat Mili Jahan Ki Namo-O-Nishan Mile Ghazal soundtrack was composed by Allauddin Khan with lyrics written by Sant Darshan Singh Ji Maharaj.

Daulat mili jahaan ki naamo nishan mile
Daulat mili jahaan ki naamo nishan mile
Sab kuchh mila hame
Na magar meharaban mile
Daulat mili jahaan ki naamo nishan mile
Daulat mili jahaan ki naamo nishan mile

Badhta gaya main manzil-e-mehboob ki taraf
Badhta gaya main manzil-e-mehboob ki taraf
Hayal agar cheharah mein sange karaar mile
Hayal agar cheharah mein sange karaar mile
Sab kuchh mila hame
Na magar meharaban mile
Daulat mili jahaan ki naamo nishan mile
Daulat mili jahaan ki naamo nishan mile

Hamko kushi mili bhi toh bas aariji mili
Hamko kushi mili bhi toh bas aariji mili
Lekin jo gam mile woh game jawidan mile
Lekin jo gam mile woh game jawidan mile
Sab kuchh mila hame
Na magar meharaban mile
Daulat mili jahaan ki naamo nishan mile
Daulat mili jahaan ki naamo nishan mile

Phir kyun kare talash koyi aur aastan
Phir kyun kare talash koyi aur aastan
Woh kushnaseeb jisko teraa aasatan mile
Woh kushnaseeb jisko teraa aasatan mile
Sab kuchh mila hame
Na magar meharaban mile
Daulat mili jahaan ki naamo nishan mile
Daulat mili jahaan ki naamo nishan mile

bharatlyrics.com

Najare talash karati rahi jinako umrr bhar
Najare talash karati rahi jinako umrr bhar
Darshan ko woh suku ke lamhe kaha mile
Darshan ko woh suku ke lamhe kaha mile
Sab kuchh mila hame
Na magar meharaban mile
Daulat mili jahaan ki naamo nishan mile
Daulat mili jahaan ki naamo nishan mile.

Daulat Mili Jahan Ki Namo-O-Nishan Mile Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *