Rahe-Ishq Ki Intiha Chahta Hoon Lyrics - Ustad Ghulam Ali

Rahe-Ishq Ki Intiha Chahta Hoon lyrics, the song is sung by Ustad Ghulam Ali from Kalaam-E-Mohabbat (1992). Rahe-Ishq Ki Intiha Chahta Hoon Ghazal soundtrack was composed by Allauddin Khan with lyrics written by Sant Darshan Singh Ji Maharaj.

Rahe-ishq ki intiha chahta hoon
Rahe-ishq ki intiha chahta hoon
Junoon sa koyi rehnuma chahta hoon
Rahe-ishq ki intiha chahta hoon
Junoon sa koyi rehnuma chahta hoon
Rahe-ishq ki intiha chahta hoon

Jo irafaan ki zindagi ko badha de
Jo irafaan ki zindagi ko badha de
Jo irafaan ki zindagi ko badha de
Main woh wadae jaan fizza chahta hoon
Main woh wadae jaan fizza chahta hoon
Junoon sa koyi rehnuma chahta hoon
Rahe-ishq ki intiha chahta hoon
Rahe-ishq ki intiha chahta hoon

Mita kar mujhe aap mein jajb kar le
Mita kar mujhe aap mein jajb kar le
Mita kar mujhe aap mein jajb kar le
Baka ke liye main fanna chahta hoon
Baka ke liye main fanna chahta hoon
Junoon sa koyi rehnuma chahta hoon
Rahe-ishq ki intiha chahta hoon
Rahe-ishq ki intiha chahta hoon

bharatlyrics.com

Baya hale dil main karu kyun jaban se
Baya hale dil main karu kyun jaban se
Baya hale dil main karu kyun jaban se
Kuda janata hain main kya chahta hoon
Kuda janata hain main kya chahta hoon
Junoon sa koyi rehnuma chahta hoon
Rahe-ishq ki intiha chahta hoon
Rahe-ishq ki intiha chahta hoon

Mere charagar main hoon bimar teraa
Mere charagar main hoon bimar teraa
Mere charagar main hoon bimar teraa
Tere hath se hee shifa chahta hoon
Tere hath se hee shifa chahta hoon
Junoon sa koyi rehnuma chahta hoon
Rahe-ishq ki intiha chahta hoon
Rahe-ishq ki intiha chahta hoon.

Rahe-Ishq Ki Intiha Chahta Hoon Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download