Woh Paikare-Bahaar The Lyrics - Ustad Ghulam Ali

Woh Paikare-Bahaar The lyrics, the song is sung by Ustad Ghulam Ali from Kalaam-E-Mohabbat (1992). Woh Paikare-Bahaar The Ghazal soundtrack was composed by Allauddin Khan with lyrics written by Sant Darshan Singh Ji Maharaj.

Woh paikare-bahaar the,
Jidhar se woh gujar gaye
Woh paikare-bahaar the,
Jidhar se woh gujar gaye
Kijan naseeb raste bhi
Saj gaye sanwar gaye
Woh paikare-bahaar the,
Jidhar se woh gujar gaye
Woh paikare-bahaar the,
Jidhar se woh gujar gaye

Yeh baat hosh ki nahi
Yeh rang bekhudi kaa hai
Yeh baat hosh ki nahi
Yeh rang bekhudi kaa hai
Main kuchh jawab de gaya
Woh kuchh sawal kar gaye
Main kuchh jawab de gaya
Woh kuchh sawal kar gaye
Main kuchh jawab de gaya
Woh kuchh sawal kar gaye
Woh paikare-bahaar the,
Jidhar se woh gujar gaye
Woh paikare-bahaar the,
Jidhar se woh gujar gaye

Meri nazar kaa jauk bhi
Sharike husn ho gaya
Meri nazar kaa jauk bhi
Sharike husn ho gaya
Woh aur bhi sanwar gaye
Woh aur bhi nikhar gaye
Woh aur bhi sanwar gaye
Woh aur bhi nikhar gaye
Woh aur bhi sanwar gaye
Woh aur bhi nikhar gaye
Woh paikare-bahaar the,
Jidhar se woh gujar gaye
Woh paikare-bahaar the,
Jidhar se woh gujar gaye

bharatlyrics.com

Hame toh shauke justaju
Mein hosh hi nahi raha
Hame toh shauke justaju
Mein hosh hi nahi raha
Suna hai woh toh baraha
Karib se gujar gaye
Suna hai woh toh baraha
Karib se gujar gaye
Suna hai woh toh baraha
Karib se gujar gaye
Woh paikare-bahaar the,
Jidhar se woh gujar gaye
Woh paikare-bahaar the,
Jidhar se woh gujar gaye
Kijan naseeb raste bhi
Saj gaye sanwar gaye
Woh paikare-bahaar the,
Jidhar se woh gujar gaye
Woh paikare-bahaar the
Jidhar se woh gujar gaye.

Woh Paikare-Bahaar The Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download