Dayam Pada Hua Lyrics - Hariharan

Dayam Pada Hua lyrics, the song is sung by Hariharan from Ghazal Ka Mausam (2011). Dayam Pada Hua Ghazal soundtrack was composed by Hariharan with lyrics written by .

Dayam pada hua
Tere dar par nahin hoon main
Dayam pada hua
Tere dar par nahin hoon main
Haa kaisi zindagi pe ke
Patthar nahi hoon main
Dayam pada hua

Yaa rab zamana mujha ko
Mita-ta hain kis liye
Yaa rab..yaa rab..yaa rab..
Yaa rab zamana mujha ko
Mita-ta hain kis liye
Lo phir jahan pe harfe muqaddar
Nahi hoon main
Lo phir jahan pe harfe muqaddar
Nahi hoon main
Dayam pada hua

Kyun gardishe maqaam se
Ghabhra na jaaye dil
Kyun..kyun…kyun…
Kyun gardishe maqaam se
Ghabhra na jaaye dil
Insaan hoon piyala saagar
Nahi hoon main
Insaan hoon piyala saagar
Nahi hoon main
Dayam pada hua

bharatlyrics.com

Had chahiye saja
Main huqumat ke vaste
Had chahiye..
Had chahiye saja
Had chahiye saja
Main huqumat ke vaste
Aakhir ghunahgaar hoon
Kaafie nahi hoon main
Aakhir ghunahgaar hoon
Kaafie nahi hoon main
Dayam pada hua
Tere dar par nahin hoon main
Dayam pada hua
Tere dar par nahin hoon main.

Dayam Pada Hua Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download