Deewana Deewana Main Tera Lyrics - Kumar Sanu, Sadhana Sargam

Deewana Deewana Main Tera lyrics, the song is sung by Kumar Sanu, Sadhana Sargam from Hero Hindustani (1998). The music of Deewana Deewana Main Tera Romantic track is composed by Anu Malik while the lyrics are penned by Zameer Kazmi.

Na sona na chaandi na heerein na moti,
Saari duniya se main begaana
Deewaana deewaana main
Tera o sanam jaanemann
Deewaana deewaana main
Tera o sanam jaanemann

Na aanchal na chudi na paayal na kaajal,
Saari duniya se main begaani
Deewaani deewaani main
Teri o sanam jaanemann
Deewaana deewaana main
Tera o sanam jaanemann

Mohabbat ki surat mein yuun rab mila,
Tera pyaar paakar mujhe sab mila
Mujhe mil gayi ek nayi jindagi,
Ajab cheez hai yeh sanam aashiqi
Haan sanam aashiqi
Na kasame na rasme iraade na waade,
Saaari duniya se main begaana
Deewaana deewaana main
Tera o sanam jaanemann
Haan deewaani deewaani main
Teri o sanam jaanemann

bharatlyrics.com

Main tujhako tujhi se
Sanam maangati hoon
Main sabse jyaada
Tujhe chaahati hoon
Jara chir ke dil jahaan ko dikha do
Mohabbat bhare dil ki
Kimat bata do, kimat bata do
Na daulat hukumat na puja ibaadat,
Saari duniya se main begaani
Deewaani deewaani main
Teri o sanam jaanemann
Deewaana deewaana main
Tera o sanam jaanemann
Na aanchal na chudi na paayal na kaajal
Na sona na chaandi na heerein na moti
Na daulat hukumat na puja ibaadat
Na kasame na rasmein iraade na waade
Na basti na jungle na raste na majil
Na rishtein na naate na dhaage na bandhan
Saari duniya se main begaana
Deewaana deewaana main
tera o sanam jaanemann
Haan deewaani deewaani main
Teri o sanam jaanemann.

Deewana Deewana Main Tera Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download