Deewana Hai Kar Gayi Lyrics - Bappi Lahiri

Deewana Hai Kar Gayi lyrics, the song is sung by Bappi Lahiri from Aangan Ki Kali (1979). The music of Deewana Hai Kar Gayi Romantic track is composed by Bappi Lahiri while the lyrics are penned by Shailendra (Shankardas Kesarilal).

Deewana deewana deewana
Haye kar gayi deewana
Tu khawab kisi shayar ka aashiq ka tarana
Tu khawab kisi shayar ka aashiq ka tarana
Deewana deewana deewana
Haye kar gayi deewana
Tu khawab kisi shayar ka aashiq ka tarana
Deewana deewana deewana

bharatlyrics.com

Dharti pe chhaya huya badal sa mai
Tere piche pichhe ghumu pagal sa mai
Dharti pe chhaya huya badal sa mai
Tere piche pichhe ghumu pagal sa mai
Kaisa hai ye tufa hum kahi dil kaha
Deewana deewana deewana
Haye kar gayi deewana
Tu khawab kisi shayar ka aashiq ka tarana
Tu khawab kisi shayar ka aashiq ka tarana
Deewana deewana deewana

Sun sun ji na sakunga ab mai tere bina
Kya rah sakegi tu mere bina
Ji na sakunga ab mai tere bina
Kya rah sakegi tu mere bina
Ruth ke tu yu na ja tunto hai meri jaa
Deewana deewana deewana
Haye kar gayi deewana
Tu khawab kisi shayar ka aashiq ka tarana
Tu khawab kisi shayar ka aashiq ka tarana
Deewana deewana deewana.

Deewana Hai Kar Gayi Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download