Saiyan Bina Ghar Suna Lyrics - Bhupinder Singh, Lata Mangeshkar

Saiyan Bina Ghar Suna lyrics, the song is sung by Bhupinder Singh, Lata Mangeshkar from Aangan Ki Kali (1979). The music of Saiyan Bina Ghar Suna Sad track is composed by Bappi Lahiri while the lyrics are penned by Shailendra (Shankardas Kesarilal).

Saiyan bina ghar suna, suna
Saiyan bina ghar suna
Rahi bina jaise suni galiya,
Bin khushabu jaise suni kaliya
Saiyan bina ghar suna, suna
Saiyan bina ghar suna

Suna din kali ratiya,
Asuvan se bhigi patiya
Har aahat pe dari dari,
Rah take meri ankhiyan
Suna din kali ratiya,
Asuvan se bhigi patiya
Har aahat pe dari dari,
Rah take meri ankhiyan
Chand bina jaise suni ratiya,
Phul bina jaise suni bagiya
Saiyan bina ghar suna
Saiyan bina ghar suna, suna
Saiyan bina ghar suna, suna
Saiyan bina ghar suna

Andhiyare badal chhaye,
Kuchh bhi na man ko bhaye
Dekh akeli ghere mujhe
Yaadon ke kale saye
Andhiyare badal chhaye,
Kuchh bhi na man ko bhaye
Dekh akeli ghere mujhe
Yaadon ke kale saye
Chand bina jaise suni ratiya,
Phul bina jaise suni bagiya
Saiyan bina ghar suna, suna
Saiyan bina ghar suna

bharatlyrics.com

Aansu yu na bahao, ye moti na lutao
Rukati nahi hain waqt ki dhara,
Pal pal badale jaga ye sara
Rukati nahi hain waqt ki dhara,
Pal pal badale jaga ye sara
Jaise dhalegi raat andheri
Muskayega suraj pyara
Sukh ke liye pade dukh bhi sah lo
Ba kabhi tum ye kahena
Saiyan bina ghar suna, suna
Saiyan bina ghar suna.

Saiyan Bina Ghar Suna Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download