Deewaron Pe Likha Hai Lyrics - Anuradha Paudwal, Vipin Sachdeva

Deewaron Pe Likha Hai lyrics, the song is sung by Anuradha Paudwal, Vipin Sachdeva from Junoon (1992). Deewaron Pe Likha Hai Love soundtrack was composed by Nadeem Saifi, Shravan Rathod with lyrics written by Sameer.

Deewaron pe likhaa hain
Minaaro pe likhaa hain
Oh iss shahar ki har galiyo
Aur chaubaaro pe likhaa hain
Teraa naam sajanaa
Teraa naam sajanaa teraa naam
Deewaron pe likhaa hain
Minaaro pe likhaa hain
Iss shahar ki har galiyo
Aur chaubaaro pe likhaa hain
Teraa naam sajanaa
Teraa naam sajanaa teraa naam

bharatlyrics.com

Beete har din tere pyaar main
Tere pehalu mein har shaam ho
Beete har din tere pyaar main
Tere pehalu mein har shaam ho
Mere dil ki toh aarzoo ha
Yahi jooba pe tera naam ho
Havaao pe likhaa hain
Fizaao pe likhaa hain
Likha hai dhadakano pe
Nigaaho pe likhaa hain
Teraa naam sajanaa
Teraa naam sajanaa teraa naam

Saath chhodenge na ham
Kabhi chhu ke khaate hai
Tumako kasam
Saath chhodenge na ham
Kabhi chhu ke khaate hain
Tumako kasam
Bhul jaaye na vaadaa
Kisi haal mein chaahe
Dhaaye zamaanaa sittam
Meri paayal pe likhaa hain
Mere aachal pe likhaa hain
Inn gahari gahari aankho ke
Kaajal pe likhaa hai
Teraa naam sajanaa
Teraa naam sajanaa teraa naam

Deewaron pe likhaa hain
Minaaro pe likhaa hain
Iss shahar ki har galiyo aur
Chaubaaro pe likhaa hain
Teraa naam sajanaa
Teraa naam sajanaa teraa naam
Sajanaa teraa naam.

Deewaron Pe Likha Hai Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download