Dewaar (Title) Lyrics - Junoon (Band)

Dewaar (Title) lyrics, the song is sung by Junoon (Band) from Dewaar (2003). Dewaar (Title) Happy soundtrack was composed by Junoon (Band) with lyrics written by Sabir Zafar.

Aa gayi darmiyan
Douri ki dewaar
Aa gayi bich mein
Rasmon ki dewaar
Jine na de milne na de
Yeh douri ki dewaar
Jine na de milne na de
Douri ki dewaar

bharatlyrics.com

Mein hoon zamin tum aasman
Mein hoon zamin
Tan man mein gum ho tum
Tum koi khekashan ho yaar
Aa gayi darmiyan
Douri ki dewaar
Aa gayi bich mein
Rasmon ki dewaar
Jine na de milne na de
Yeh douri ki dewaar
Jine na de milne na de
Douri ki dewaar

Mein saaz hoon tum awaaz ho
Mein saaz hoon
Har sur mein gum ho tum
Mausiqui ka jahan ho yaar

Torein ge douri ki dewaar
Torein ge nafrat ki dewaar
Torein ge apnay
Pyar say yeh dewaar

Mein saahi hoon mein
Saaz hoon tum aasman
Giton mein gum ho tum
Moosequi ka jahan ho yaar.

Dewaar (Title) Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download