Hungama Lyrics - Junoon (Band)

Hungama lyrics, the song is sung by Junoon (Band) from Dewaar (2003). The music of Hungama track is composed by Junoon (Band) while the lyrics are penned by Sabir Zafar.

Jab key tujh bin nahin koi maujood
Jab key tujh bin nahin koi maujood
Ke tujh bin koi nahin hai
Phir yeh hungama aai khuda kya hai
Phir yeh hungama aai khuda kya hai
Jab key tujh bin nahin koi maujood
Ke tujh bin koi nahin hai

Saarey duniya hai terey hi talib
Main yeh daikhoon kai tu hi to ghalib
Jab key tujh bin nahin koi maujood
Jab key tujh bin nahin koi maujood
Ke tujh bin koi nahin hai
Phir yeh hungama aai khuda kya hai
Phir yeh hungama aai khuda kya hai
Jab key tujh bin nahin koi maujood
Ke tujh bin koi nahin hai

bharatlyrics.com

Saarey saagar siyaahi ban jaein
Terey tareef na phir bhi likh paeein
Jab key tujh bin nahin koi maujood
Jab key tujh bin nahin koi maujood
Ke tujh bin koi nahin hai
Phir yeh hungama aai khuda kya hai
Phir yeh hungama aai khuda kya hai
Jab key tujh bin nahin koi maujood
Ke tujh bin koi nahin hai.

Hungama Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download